Funny sms
Dear Customer
Ab "wapda"
LayA aap k liay Nya Awami Pkg,
"5 Ka 55"
Yani hr ghAnta 5 mint Light istimal karian
Aur 55 minut tak bijli ki shandaar bachat hasil karen
Who bi Bilkul mufft,
Aur sath hi
1- mobile charge na hone se balance ki bachat,
2- TV na dekhne se gunahon ki bachat,
3- Bijli jane pr sabar karne se! Saabreen main shumaar,
4- Bijli aane par Allah ka shukar ada karne se shakireen main shumaar, who bhi har ghante,
Yani jannat main jane k beshumar muwaqe who bhi har jaga.
"wapda"
"Tum hi to ho.
Ye offer pakistan main umar bhar k liay hai